Zindagi gulzar hai-logo

Zindagi gulzar hai

Arts & Culture Podcasts

Life is nothing but a bed of roses. Let's embrace these rose petals before they dry up and help each other endure the pain of these thorns so that we can all enjoy this beautiful journey called 'Life'.Open to your feedbacks @anmolkapoor49

Location:

United States

Description:

Life is nothing but a bed of roses. Let's embrace these rose petals before they dry up and help each other endure the pain of these thorns so that we can all enjoy this beautiful journey called 'Life'.Open to your feedbacks @anmolkapoor49

Language:

English


Episodes
Ask host to enable sharing for playback control

Kaise ho tum?

4/22/2020
Thakk gaye na aaj office ke kaam se, aur zimmedaariyon se. Aakhir waqt hi kahaan hai khud ko dene ke liye ab kisi ke paas. Toh zara thamo aur pucho khud se, Kaise ho tum?

Duration:00:01:32

Ask host to enable sharing for playback control

Pav Date - A radio drama!

4/21/2020
क़ैद हैं ना काफ़ी दिनों से घर में? चलिये मेरे साथ, एक सफ़र पर, जहां बस आखें बंद कर के आप खुद को किसी और में जी लेंगे, और उस क़ैद से खुद को आज़ाद पाएँगे !

Duration:00:10:45

Ask host to enable sharing for playback control

Buraai pe achhai ki Jeet!

4/20/2020
Tyoharon ki baat aayi hi hai, toh isko kyun peeche chodein!

Duration:00:01:52

Ask host to enable sharing for playback control

Kya aazaad ho tum?

4/19/2020
Is desh ko agar kuch bacha sakta hai toh woh hain hum, khud! Zara suniye kaise.

Duration:00:02:59

Ask host to enable sharing for playback control

Pehle pyaar ki saugaat

4/18/2020
Aaiye ek baar fir se ji lete hain wo bachpan ka pyaar, jo maasumiyat ke alawa kuch nahi jaanta tha, jo pehli nazar ke ishq ko apni poori shiddat se maanta tha!

Duration:00:02:34

Ask host to enable sharing for playback control

Throwback to Diwali ka din!

4/17/2020
Aaj quarantine mein bhi ghar ki yaad toh aati hai, par woh diwali ka din hi alag tha!

Duration:00:05:30

Ask host to enable sharing for playback control

Mere kamre ki khidki

4/16/2020
Khidkiyon se aksar wo dikhta hai jo hota hai, par kayi dafa woh bhi dikhta hai jo aap dekhna chahte hain. Aaiye mere saath aur dekhiye meri khidki ke nazaare!

Duration:00:01:33

Ask host to enable sharing for playback control

Anxiety

4/15/2020
Kuch dost zindagi mein kabhi bataa ke nahi aate! Ye aisi hi ek dost ki kahaani hai. Aaiye sunte hain.

Duration:00:02:26

Ask host to enable sharing for playback control

Mediocrity

4/14/2020
World Poetry Day pe kuch likha tha, toh aaiye kuch kavitaayein gungunaayein, kuch sapne sajaayein aur thoda sa muskuraayein!

Duration:00:02:01

Ask host to enable sharing for playback control

Shaam

4/13/2020
Shaam aksar apne saath ek ehsaas laati hain. Aaiye jiyein us ehsaas ko, ek saath, aaj ki shaam.

Duration:00:02:22